http://www.youtube.com/watch?v=OXu4ENc49rE
I found the translation...
Bullay Noun Samjhawan Ayaan
Bheynaan Tay Bherjaiyaan
Man Lay Bulleya Sada Kena
Chad Day Pala Rayaan
Bulla ko samjhaaney aayeen
uski behnein aur bhabhiyan
ke maan jao hamara kena Bullah
aur is Arayeen ka peecha chor do
if you dont know, an Arayeen is a cast. Bulleh Shah's murshid was Inayat shah, who was of the Arayan cast which is considered below the cast of Syeds to which Bulleh Shah belonged...so his family dissapproved of his associations with him
Aal Nabi Ullad Ali Noun
To Kyoun Leekaan Layaan
"Jeyra Saanoun Syed Saday
Dozukh Milan Sazaiyaan"
Aal Nabi Aulaad Ali ko tumne badnaam kiya hua hai (in reference to this zaats waghera jo ghalat hai
Jo mujhe ab Sayed bole ga, usko saza mein dozakh miley (because he denounced himself as being of higher cast as he believed everyone was equal)
Bundeya hoo Bundeya
Bundeya hoo..oo…ooo
Bundeya hoo Bundeya
Bundeya hoo..oo…ooo
Raain, Saain, Sabhan Thaain
Rab Deyaan Bay Parwaaiyaan
Sohniyaan Paray Hatayaan Tay
Khoojiyaan Lay Gall Laiyaan
Jay To Loorain Baagh Baharaan
Chaakar Hoo Ja Raiyaan
Bulley Shah Dee Zaat Kee Puchni
Shakar Ho Razayaan
Agar tumne bahaar ka mausam dekhna hai,
to tum kisi Arayan ke slave ban jao (by this he is giving so much darja to his murshid who is Arayan - showing his ishq for that banda ke uski wajah se main is muqaam par hun jahan main hun
Bundeya hoo Bundeya
Bundeya hoo..oo…ooo
Bundeya hoo Bundeya
Bundeya hoo..oo…ooo
English Verse:- (Faiza)
I Face The World With A Smile
No One Knows What Is Hiden Inside
They See Only Happiness
They Cant See The Tears I've Cried
Bundeya hoo Bundeya
Bundeya hoo..oo…ooo
Bundeya hoo Bundeya
Bundeya hoo..oo…ooo
PS. I didn't do the translation. I read it at Pakstop so copied here for myself and anyone else who can't understand what it means.
Everyday adventures of an imperfect mother who loves cooking, arts and crafts, and working with children. This blog will mostly feature my recipes, some art work, and most importantly lessons I learn about myself, parenting, and raising a healthy family from my little boys.
Sunday, November 11, 2007
Friday, December 01, 2006
Maati kudam karendee yaar,
Maati kudam karendee yaar,
Vaah vaah maati de gulzaar;
Maati ghora maati jora, maati daa aswaar,
Maati maati nu (n) dorave, maati daa chankaar.
Maati maati nu(n) maaran lag-gee, maati de hathiyaar.
Jis maati par bahutee maati, so maati hankaar;
Maati baagh bagheechaa maati, maati dee gulzaar.
Maati maati nu (n) vekhan aayee, maati dee a bahar;
Hus khed phir maati hove, paindee pau pasaar.
Bullah ja(n) eh bujhaarat buj-jhe,
Taa(n) lah bhau siro(n) maar."
"The soil is in ferment, O friend
Behold the diversity.
The soil is the horse, so is the rider
The soil chases the soil, and we hear the clanging of soil
The soil kills the soil, with weapons of the soil.
That soil with more on it, is arrogance
The soil is the garden so is its beauty
The soil admires the soil in all its wondrous forms
After the circle of life is done it returns to the soil
Answer the riddle O Bulleh, and take this burden off my head."
[Translation reference: book by J. R. Puri and T. R. Shangari of the Radha Swamis, titled Bulleh Shah].

Friday, April 14, 2006
Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
Contributed By: Mirza Khurram
Koi saleeqa hai aarzoo ka, na bandagi meri bandagi hai
Yeh sab tumhara qaram hai aaqa keh baat ab tak bani hui hai
Kissi ka ehsan kyon uthain, kissi ko haalat kyon batain
Tumhein se mangein gey tum hi do gey, tumhare dar se hi loo lagi hai
Ata kiya mujh ko darde-ulfat, kaha thi yeh pur khata ki qismat
Mein iss karam ke kaha tha qabil, huzur ki banda parwari hai
Shoor o fikro nazar ke dairey, had ka in se barh na paain
Na choo sake un balandiyon ko, jaha maqame Muhammadi hai
Tajaliyon ke kafeel tum ho, murad tu ke khalil tum ho
Khuda ki roshan dalil tum ho, yeh sab tumhari hi roshni hai
Bashir kahiye nazir kahiye, unhein siraje munir kahiye
Jo sar ba sar hai kalam-e-rabbi, woh merey aaqa ki zindagi hai
Ammal ki merey asas kiya hai, bajuz nadamat ke paas kiya hai
Rahe salamat tumhari nisbat, mera to ek aasra yehi hai
Hai Qaaba bhi marja-e-khalaiq, bohat numayan hai yeh haqaiq
Magar jo maqsoode-e-aashqi hai, huzur ke dar ki haazri haiYehi hai
khalid asas rehmat, yehi hai khalid bina-e-azmat
Nabi ka irfan zindagi hai, nabi ka irfan bandagi hai
Yeh sab tumhara qaram hai aaqa, keh baat ab tak bani hui hai

Mein To Punjtan Ka Ghulam
Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon
Contributed By: wahid wycombe
Mein To Punjtan Ka Ghulam
-------------------------
Sallalaahu Alaika Ya Rasoolallaah Wa Saallam Alaika Ya Habeeballah
Mein to panjtan ka gulaam hun (2)
Mujhe Ishq hai to Huda se hai
Mujhe Ishq hai to Rasool se
Mere moose aye mehak sadhaaa
jo men namuloon tera choomuke
Mein to panjtan ka gulaam hun (2)
Mujhe Ishq sarvo .. samal... se hai
Mujhe Ishq saare chaaman se hai
Mujhe Ishq unki galiii se hai
Mujhe Ishq unke bathan se hai
Mujhe Ishq hai to Ali se hai
Mujhe Ishq hai to Hasan se hai
Mujhe Ishq hai to Hussain se
Mujhe Ishq Shahe zamiin se hai
Mein to panjtan ka gulaam hun (2)
Mein mureede Khairul Anaamuu hun
Mein to panjtan ka gulaam hun (2)
Hua Kaise sarse wo sar...
judaaaJahan ishq ho wahi karbalaa
Meri baath unhii ki baath hai
Meri saamne wo hi zaath hai
Wohi jinko shehre Huda ka hain
Jin ne baabhe salle alaa ka hain
Wohi jinko aale Nabi ka hain
Wohi jinko zaath eh Ali ka hain
Wohi pukhtha hai mein tho khaamu hun
Mein to panjtan ka gulaam hun (2)
Mein mureede Khairul Anaamu hun(2)
Mein to panjtan ka gulaam hun (2)
Mera Sher Kiya Mera Zikr Kiya
Meri baath kiya Meri Fikr KiyaMeri baath unke sabab se hai
Mera sher unke adab se hai
Mera Zikr unke thufel se
Meri Fikr unke thufel se
Kahan Muj men Itni sakhat bala
Keho man kabath ka bhi hak ada

Madene Ka Safar Hai
Madene Ka Safar Hai
Contributed By: Madani Jena
Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda
Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba
Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeda
Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna
Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida
Kahan Mey Aur Kahan Us Roza E Aqdas Ka Nazara
Nazar Us Samat uthte hey Magar Duzdeda Duzdeda
Ghulaman E Mohammad Dour Sey Pehchany Jaty Hein
Dil E Girweda Girweda Sare Shoreda Shoreda
Madine Jaa Key Hum Samjhy Taqadus Kis Ko Kehty Hein
Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjida Sanjida
Basarat Khoo Gai Lekin Basirat To Salamat Hey
Madina Hum Ney Dekha Hey Magar Nadeda Nadeda
Wohi Iqbal jis Ko Naaz Tha Kal Khush Mezaji Par
Firaq E Taiba Mey Rehta Hey Aab Ranjida Ranjida

My favorite naats
Faslon Ko Takalluf Hai
Naat Contributed By: Umbreen H.
{Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey } 2
Hum Madine mein tanha nikal jayengey
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey 2
Hum wahan jakey wapas nahin ayengey
Doond te doondte log tak jayengey 2
Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega
Bandagi ka kareena badal jaye ga 2
Sar juka ne ki fursat miley gi kisey
Khud hi palkon se sajdey tapak jayengey 2
Naamey Aaka jahan bhi liya jayega
Zikr unka jahan bhi kiya jayega 2
Noor hi noor seeno mein bhar jayega
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey 2
Eh Madiny ke zahi KHuda ke liye
Daastaan ne safar mujko yumad suna 2
Baat bhar jayegi dil tarap jayega
Mere mohtat aasoo chalak jayege 2
Unki chashme karam ko hai iski khabar
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar 2
Hum ko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaka ke darbar tak jayegeney 2
Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey

Subscribe to:
Posts (Atom)